Tasveer banaata hoon, tasveer nahin banti
Ek khvaab sa dekha hai taabiir nahin banti
Bedard muhabbat ka itna sa hai afsaana
Nazaron se mili nazaren main ho gayaa deewana
Ab dil ke bahlane ki tadbir nahin banti
Dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao
Tarsi hui aankhon ko phir shaql dikhaa jaao
Mujhse to meri bigadi taqdir nahin banti
I think the above lines are very appropriate for the time being. They come close to where I am. A poem for every situation.
Stop looking at reflections. Look in the mirror.
No comments:
Post a Comment